Du er ikke logget ind
Beskrivelse
Is Pustak me bhavnao ko sangrahit Kar janta me Jagrukta Failane ka harsambhav Prayas kiya gya hai.
Ye kahani ye darshata hai ki kaise kisi ke galat nazriye ki wajah se bina kisi galti ke kisi ko saza di jati hai.
Is kahani se ye seekh milta hai ki jiska jaisa nazariya hota hai wo waisa hi soch rakhta hai.
Is Pustak ka Maksad kisi bhi Jati, Dharm, Ya Majhab ko thes Pahuchana nhi hai.